Friday, April 23, 2010

mera dard naghma e besadaa - nayyara noor

a ghazal - live performance
lyrics -
mera dard naghma-e-bay-sadaa
merii zaat zarra-e- bay -nishaa.n
meray dard ko jo zubaa.n milay
mujhay apna naam-o-nishaa.n milay
meri zaat ka jo nishaa.n milay (2)
mujhay raaz-e-nazm-e-jahaa.n milay
jo mujhay yeh raaz-e-nihaa.n milay (2)
meri khaamshii ko bayaa.n milay
mujhay kaa'enaat kee sarwaree (2)
mujhay daulat-e-do jahaa.n milay


nayyaranoor mehfil

No comments:

Post a Comment